Loading, crafting, and curating…
Loading, Crafting, and Curating...
Loading, Crafting, and Curating...
Kitna Khali lgta hai baaz dafa, Kitna dukhta hai dil kabhi kabhi, Utna khali kabhi koi aur bhi to hota hoga, Dil kabhi unka bhi to dukhta hoga, Fir kyu mere ahle-e-rabta mujhse rabta nahi rakhte, Fir kyun tanha rehta hu m har dafa, Mera dil jo mera humdard talashta hai, Koi humdard talashe mujhe bhi to kabhi ek dafa, Mere khuda, Kitna bemuravvat banaya mujhe, Kisi aur ko na banana...